{% if state.amp %} {% else %} {% endif %}

Jaan le ki kismat ne baante hai

Jaan le ki kismat ne baante hai
raahon mein kaante hain
Aur main bhi hu ziddi aaun kismat ke aade
Naa roke rukun, tu gira main uthun
Pinjre todkar failaunga main par
Tujhme jitna hai zor tu laga le magar
Hans ke kat jaayega, na jhukega ye sar

Jaan le ki kismat ne baante hai
Raahon mein kaante hai..
Naa roke rukun tu gira, main uthun..

Regzaaron mein, aag hai jitni
Hai lahu kholta mera inn ragon me phir bhi
Khaaksaron ko, khaak hi kaafi
Raas mujhko hai khamoshi meri

Bezubaan kab se main raha
Begunaah sehta main raha
Bezubaan kab se main raha
Begunaah sehta main raha

Jaan le ki kismat ne baante hai
Raahon mein kaante hai..
ki ki kismat ne baante hai
Raahon mein kaante hai..

Sau sawaal hain
Sau hai laanate
Mere taraano pe
Lagi hai kaalikhe

Laakh sapno ki
Raakh haathon mein
Sooni aankhon mein jalti umeed hai aakhri
Na mila mauka, na mili maafi
Kehdo kitni sazaa aur baaki

Bezubaan kab se main raha
Begunaah sehta main raha
Bezubaan kab se main raha
Begunaah sehta main raha

Jaan le ki kismat ne baante hai
Raahon mein kaante hai..
Main bhi hu ziddi aaun kismat ke aade
Naa roke rukun tu gira main uthun
Pinjre todkar failaunga main par
Tujhme jitna hai zor tu laga le magar
Hans ke kat jaayega, na jhukega ye sar

Read more: #ixzz1cQYaCZYq" target="_blank">http://www.lyricsmint.com/2015/05/bezubaan-phir-se-abcd-2.html#ixzz1cQYaCZYq
دیدگاه ها (۲)

این آهنگ واقعا خاصه..... Sun Raha Hai Lyrics Apne karam ki ...

Sawan Aaya Hai Lyrics Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya ha...

Tu Hai Ki Nahi Lyrics (Whistle...♪♫) Mujhse hi aaj mujhko ...

عاشق آهنگشم خیلی باحاله..خیییلی ... Na na na na... Matargas...

Aankhon ke panno pe Maine likha tha sau dafaa Lafzon mein jo...

Music Label: T-Series Awari Lyrics Teri baahon mein jo sako...

من هروق اینو گوش میدم گریه میکنم اوخ دل آدم کباب میشه دیگه ت...

Aisa laga mujhe pehli dafaa Tanha main ho gayi yaara Ho.. a...

عشقه... Ho tukdon mein bikhra andhera Chamka sitara jo tera ...

Singer: Shraddha Kapoor, Rap: Neel Sharma Music: Sachin-Jiga...

در حال بارگزاری

خطا در دریافت مطلب های مرتبط